SONG: Mil Naa Sakaa Dil Ko Agar Pyaar Tumhaaraa Mukesh Gazal - मिल ना सका दिल को

Mil Naa Sakaa Dil Ko Agar Pyaar Tumhaaraa Mukesh Gazal - मिल ना सका दिल को

LYRICS:
mil na saka dil ko mil na saka dil ko agar pyaar tumhara aana padega mujhko duniya me dubara mil na saka dil ko daal par gulaab ke shabnam hai zindagi pyaar ke liye to bahut kam hai zindagi udti hui is umr ko ik tera sahara aana padega mujhko duniya me dubara mil na saka dil ko apni ye chhoti si mulaqat bahut hai jitni der tera mile sath bahut hai bas ek jhalak ek nazar ek ishara aana padega mujhko duniya me dubara mil na saka dil ko agar pyaar tumhara aana padega mujhko duniya me dubara aana padega mujhko duniya me dubara