SONG: Mil Na Saka Dil Ko Agar Pyar - मिल ना सका दिल को

Mil Na Saka Dil Ko Agar Pyar - मिल ना सका दिल को

LYRICS:
mil na saka dil ko mil na saka dil ko mil na saka dil ko agar pyar tumhara aana padega mujhko duniya me dobara mil na saka dil ko gaal pe gulab ke shabnam hai zindgi pyar ke liye to bahut kam hai zindagi udhati hui is umar ko ek tera sahara aana padega mujho duniya mein dobara mil na saka dil ko apni ye chhoti si mulatkat bahut hai jitni der tera sath mile sath bahut hai bas ek jhalak ek nazar ek ishara aana padhega mujhko duniya mein dobara mil na saka dil ko agar pyar tumhara aana padhega mujhko duniya mein dobara aana padhega mujhko duniya mein dobara