SONG: Mil Kar Juda Hue To Na Soya Karenge Hum - मिलकर जुदा हुए तो ना सोया करेंगे हम

Mil Kar Juda Hue To Na Soya Karenge Hum - मिलकर जुदा हुए तो ना सोया करेंगे हम

LYRICS:
milkar juda huye to na soya karenge hum milkar juda huye to na soya karenge hum ek dusre ki yaad mein roya karenge hum milkar juda huye to aansu chalak chalak ke satayenge raat bhar aansu chalak chalak ke satayenge raat bhar moti palak palak mein piroya karenge hum ek dusre ki yaad mein roya karenge hum milkar juda huye to jab dooriyo ki yaad jab dooriyo ki yaad dilo ko jalaayegi jab dooriyo ki yaad dilo ko jalaayegi jismo ko chandni mein bhigoya karenge hum ek dusre ki yaad mein roya karenge hum milkar juda huye to agar de gaya daga hame toofan bhi kateel agar de gaya daga hame toofan bhi kateel sahil pe kashtiyo ko duboya karenge hum ek dusre ki yaad mein roya karenge hum milkar juda huye to na soya karenge hum ek dusre ki yaad mein roya karenge hum milkar juda huye to