SONG: Mil Gaya Mil Gaya Dil Se Dil Jaane Jaan - मिल गया मिल गया दिल से दिल जाने जाँ

Mil Gaya Mil Gaya Dil Se Dil Jaane Jaan - मिल गया मिल गया दिल से दिल जाने जाँ

LYRICS:
mil gaya mil gaya mil gaya mil gaya dil se dil jane jaa jal gaya jal gaya jal gaya dekho sara jaha mil gaya mil gaya dil se dil jane jaa jal gaya jal gaya dekho sara jaha tere bina kaise rahe kaise rahe tere bina janeman tu janejaa janeman tu janejaa jo bhi hua jane bhi de jane bhi de jo bhi hua kisse chhed purane na kisse chhed purane na mil gaya mil gaya mil gaya dil se dil jane jaa jal gaya jal gaya dekho sara jaha dekhe hume aise koi aise koi dekhe hume dekhe bhi to darna kya dekhe bhi to darna kya chahe jo dil wohi kare wohi kare chahe jo dil aur hume ab karna kya aur hume ab karna kya mil gaya mil gaya mil gaya dil se dil jane jaa jal gaya jal gaya dekho sara jaha ho ke juda jaye kaha jaye kaha ho ke juda jina hume manjur nahi jina hume manjur nahi wada raha tera mera mera tera wada raha hoge ab hum dur nahi hoge ab hum dur nahi mil gaya mil gaya mil gaya dil se dil jane jaa jal gaya jal gaya jal gaya dekho sara jaha