SONG: Mil Gaya Aisa Kya, Jiske Dhokhe Me Hai - मिल गया ऐसा क्या, जिसके धोखे में है

Mil Gaya Aisa Kya, Jiske Dhokhe Me Hai - मिल गया ऐसा क्या, जिसके धोखे में है

LYRICS:
aisa kya kho gaya jiske sadme me hai mil gaya aisa kya jiske dhokhe me hai tujhse bada hai koi koi usse bada hai chhote bade ke bich me har sakhash khada hai aisa kya kho gaya jiske sadme me hai mil gaya aisa kya jiske dhokhe me hai