Meri Zindagi LyricsRahul Vaidya
LYRICS:
Meri Zindagi
Lyrics O…Tu hi dar hai, tu hi duaa Tujh mein hi dekha maine
Khuda Tujhse suru huaa tujhpe khatam hoon Bas ye meri daastaan Kaun mera hai tere
sivaah
Tujhmein hi hai meri panaah Tu hi mera naseeb Meri zindagi hai tu..
(x4)Seene mein jo main dum bhar raha Wo saans bhi hai tu Dard ke iss daur mein tu hai
Chain-o-qaraar hai lamha mera
Jeena chaahun jisme hamesha Tu hai
mubaarak wo duniya Kaun mera hai tere
sivaa Tune kiya har gham se riha Tu hi mera habeeb Meri zindagi hai tu..
(x4)Seene mein jo main dam bhar raha Wo saans bhi hai tu Teri baahon mein hai mila ab Sadiyon ka aaraam mujhe
Paaya tujhko jo maine to Dil mein ab na armaan rahe Kaun mera hai tere
sivaah Sath mera tune hi diya Yun hi rahe na kareeb Meri zindagi hai tu..
(x4)Seene mein jo main dum bhar raha Wo saans bhi hai tu..Aa…Written by:Amitabh
Verma More Songs