SONG: Meri Zindagi Ke Humsafar Dekhna Yahan Bhi Ek Najar - मेरे ज़िंदगी के हमसफ़र देखना यहाँ भी इक नज़र

Meri Zindagi Ke Humsafar Dekhna Yahan Bhi Ek Najar - मेरे ज़िंदगी के हमसफ़र देखना यहाँ भी इक नज़र

LYRICS:
meri jindagi ke humsafar dekhna yaha bhi ek najar tera mera raz kya is kadar bhi naz kya thoda thoda pyar kar le kal ki kuch nahi khabar meri jindagi ke humsafar dekhna yaha bhi ek najar tera mera raz kya is kadar bhi naz kya thoda thoda pyar kar le kal ki kuch nahi khabar meri jindagi ke humsafar gum nahi mujhe jo dil gaya tujhsa dilruba to mil gaya tu mera karar hai tujhpe sab nisar hai tu mera karar hai tujhpe sab nisar hai mithi mithi ye adaye tikhi tikhi ye najar meri jindagi ke humsafar dekhna yaha bhi ek najar tera mera raz kya is kadar bhi naz kya thoda thoda pyar kar le kal ki kuch nahi khabar meri jindagi ke humsafar jo kaha kisi ne sun liya ab to maine tujhko chun liya aaj tu karib hai har khushi nasib hai aaj tu karib hai har khushi nasib hai tu jo mere sath hai kya mujhe kisi ka dar meri jindagi ke humsafar dekhna yaha bhi ek najar tera mera raz kya is kadar bhi naz kya thoda thoda pyar kar le kal ki kuch nahi khabar meri jindagi ke humsafar mujhpe ek najar to dal de dil ki hasrate nikal de haske mera naam le hath mera tham le haske mera naam le hath mera tham le dil khushi se jhum jaye kuch to aisi baat kar meri jindagi ke humsafar