SONG: Meri Zindagi Bhi Koi Zindagi Hai - मेरी जिन्दगी भी कोई जिन्दगी हैं

Meri Zindagi Bhi Koi Zindagi Hai - मेरी जिन्दगी भी कोई जिन्दगी हैं

LYRICS:
meri zindagi bhi koi zindagi hai na dil me umange na lab par hasi hai meri zindagi bhi kiya hai mukaddar ne barbad aisa kiya hai mukaddar ne barbad aisa jidhar dekhta hu nahi koi apna jidhar dekhta hu nahi koi apna nahi koi apna najar ek zamane se badle hui hai meri zindagi bhi mere dil ko hardum dukhati hai dunia mere dil ko hardum dukhati hai dunia tadapta hu mai muskurati hai dunia tadapta hu mai muskurati hai dunia muskurati hai dunia mujhe kis khata par saza mil rahi hai meri zindagi bhi sunata raha lakh ghamo ka fasana sunata raha lakh ghamo ka fasana kisi ne magar dard dil ka na jana kisi ne magar dard dil ka na jana dil ka na jana jamane ne kab bekaso ki suni hai meri zindagi bhi koi zindagi hai na dil me umange na lab par hasi hai meri zindagi bhi