SONG: Meri Yaad Me Tum Na Aansu Bahana - मेरी याद में तुम, ना आँसू बहाना

Meri Yaad Me Tum Na Aansu Bahana - मेरी याद में तुम, ना आँसू बहाना

LYRICS:
meri yad me tum na aasu bahana na ji ko jalana, mujhe bhul jana samjhna ke tha ek sapna suhana vo guzara zamana, mujhe bhul jana meri yad me juda meri manzil, juda teri rahe juda meri manzil, juda teri rahe milegi na ab teri meri nigahe mujhe teri duniya se hai dur jana meri yad me
ye ro ro ke kahta hai tuta hua dil ye ro ro ke kahta hai tuta hua dil nahi hu mai teri mohabbat ke kabil mera nam tak apne lab pe na lana na ji ko jalana, mujhe bhul jana meri yaad me tum na aasu bahana na ji ko jalana, mujhe bhul jana samjhna ke tha ek sapna suhana vo guzara zamana, mujhe bhul jana meri yad me