SONG: Meri Ulfat Soyi Hai Yaha (2) - मेरी उल्फ़त सोयी है यहाँ सोने दो जगाना ना

Meri Ulfat Soyi Hai Yaha (2) - मेरी उल्फ़त सोयी है यहाँ सोने दो जगाना ना

LYRICS:
meri ulfat soyi hai yahan sone do jagana na jagana na meri ulfat soyi hai yahan dil ke armaan main rakhti hun sirhane so ja raat bhar khwaab dekhe aaye suhane so ja hath chhati pe jo aa jaye to ghabrana na meri ulfat soyi hai yahan sone do jagana na jagana na meri ulfat soyi hai yahan o maza le ke mere dil ko satane wale o zamaane mere ye mitti ko udane wale mujhko thukraya hai tune ise thukrana na meri ulfat soyi hai yahan sone do jagana na jagana na meri ulfat soyi hai yahan jane walo zara aahista yahan se jana ye wo kurbat hai jaha soye mera mastana isse kuch kah ke mere pyar ko tadpana na meri ulfat soyi hai yahan sone do jagana na jagana na meri ulfat soyi hai yahan