SONG: Meri Tauba Karo Kabul - मेरी तौबा करो कबुल

Meri Tauba Karo Kabul - मेरी तौबा करो कबुल

LYRICS:
meri tauba meri tauba meri tauba tauba meri tauba meri tauba meri tauba tauba tu mauf karega mere saare gunah meri tauba tu mauf karega mere saare gunah meri tauba tujhe maloom hai mujrim hu main aur tu mera haakim jabhi to aaj meri aankh mein ashko ki hai rimjhim koi banda tere dar pe jo aanso rol deta hai mere maula dar tauba tu uske khol deta hai tu zaroor sunega mere dil ki sada meri tauba tere dar pe main kyo nahi sawal karu tu raheem bhi hai tu kareem bhi hai main tabasm bhi hu main hakeer bhi hu tu buland bhi hai tu azeem bhi hai jo main jhel chukaa wo bohat hai sada meri tauba gham kaa maara hu be-sahaara hu hu bura ya bhala tumhara hu meri tauba mere gunah zyaada hai ya teri rehmat kareem tu hee bata de hisaab kar ke mujhe meri tauba mujhe kar de mauf apne rasool-e-pak ke sadqe khataaye bhakhs de meri shah-e-lok ke sadqa duhaai hai tujhe aale payamber ki riha kar de ghamo se kar bala ki khaak ke sadqa kar bala ki khaak ke sadqa andhero mein mujhe taabindagi de de mere maula naya mujh ko sari zindagi de de mere maula meri tauba