SONG: Meri Tasvir Main Rang Kisi Aur Ka To Nahin - मेरी तस्वीर में रंग और किसी का तो नहीं

Meri Tasvir Main Rang Kisi Aur Ka To Nahin - मेरी तस्वीर में रंग और किसी का तो नहीं

LYRICS:
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi gher le mujhko sab aankhe main tamasha to nahi meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi zindgi tujhse har ik sans pe samajhauta karu zindgi tujhse har ik sans pe samajhauta karu shauk jine ka hai mujhko magar itna to nahi meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi ruh ko dard mila dard ko aankhe na mili ruh ko dard mila dard ko aankhe na mili tujhko mahsus kiya hai tujhe dekha to nahi meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi sochte sochte dil dubne lagta hai mera sochte sochte dil dubne lagta hai mera zahan ki tah me muzaffar koi dariya to nahi meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi gher le mujhko sab aankhe main tamasha to nahi meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi