SONG: Meri Rato Ke Andhere Me Ujaale Tum Ho - मेरी रातों के अंधेरे में उजाले तुम हो

Meri Rato Ke Andhere Me Ujaale Tum Ho - मेरी रातों के अंधेरे में उजाले तुम हो

LYRICS:
meri rato ke, meri rato ke andhere me ujale tum ho jispe sau chand hai kurban wo tare tum ho meri rato ke, meri rato ke andhere me ujale tum ho meri rato ke jis taraf dekhta hu tum hi nazar aate ho jis taraf dekhta hu tum hi nazar aate ho jo nigaho me jo nigaho me base hai wo nazare tum ho jo nigaho me base hai wo nazare tum ho jispe sau chand hai kurban wo tare tum ho meri rato ke, meri rato ke andhere me ujale tum ho meri rato ke dil kya chij hai ab jaan bhi hai tum pe nisar dil kya chij hai ab jaan bhi hai tum pe nisar jaan dil se bhi jaan dil se bhi jiyada mujhe pyare tum ho jaan dil se bhi jiyada mujhe pyare tum ho jispe sau chand hai kurban wo tare tum ho meri rato ke meri rato ke andhere me ujale tum ho meri rato ke