SONG: Meri Pariksha Teri Pariksha - मेरी परीक्षा तेरी परीक्षा

Meri Pariksha Teri Pariksha - मेरी परीक्षा तेरी परीक्षा

LYRICS:
meri pariksha teri pariksha dono ki laaj nibha dena meri pariksha teri pariksha dono ki laaj nibha dena bhakti me kitni shakti hain bhakti me kitni shakti hain duniyaa ko dikhla dena meri pariksha teri pariksha dono ki laaj nibha dena kuchh duniyaa me paapi badh gaye kuchh tune ankhiyaa feri suni na jaaye aisi bhi kuchh log kare batiyaa teri jinko hain tujh par hi bharosha jinko hain tujh par hi bharosha unko na tu dhokha dena meri pariksha teri pariksha dono ki laaj nibha dena aur na kuchh bhi chaha maine aur na kuchh bhi manga hain uski jivan dor badha de jisse jivan bandha hain mere naina teri aarti mere naina teri aarti bujhta deep jala dena meri pariksha teri pariksha dono ki laaj nibha dena teri daya me der hui to mera sab lut jaayega mere sang visvas sabhi ka ishwar se uth jaayega naam tera kahi meet hi na jaaye naam tera kahi meet hi na jaaye bhakto ko na meeta dena meri pariksha teri pariksha dono ki laaj nibha dena bhakti me kitni shakti hain bhakti me kitni shakti hain duniyaa ko dikhla dena meri pariksha teri pariksha dono ki laaj nibha dena dono ki laaj nibha dena dono ki laaj nibha dena dono ki laaj nibha dena dono ki laaj nibha dena dono ki laaj nibha dena