SONG: Meri Nazar Ke Samne - मेरी नज़र के सामने

Meri Nazar Ke Samne - मेरी नज़र के सामने

LYRICS:
meri nazar ke saamane, mera jahaan jal gaya mere liye to ye jameen aur aasmaan jal gaya meri nazar ke saamane na ghar raha na dar raha na koi aasraa raha na ghar raha na dar raha na koi aasraa raha jis aastaa pe hum gaye, wo aastaan jal gaye meri nazar ke saamane, mera jahaan jal gaya mere liye to ye jameen aur aasmaan jal gaya meri nazar ke saamane naseeb ne jalaa diyaa, mere umeed ka chaman naseeb ne jalaa diyaa, mere umeed ka chaman mere umeed ka chaman meri ummedo hasrato ka karawaa jal gaya mere liye to ye jameen aur aasmaan jal gaya meri nazar ke saamane meri nazar ke saamane, mera jahaan jal gaya mere liye to ye jameen aur aasmaan jal gaya meri nazar ke saamane