SONG: Meri Muniya Ki Ankhiyan Me Tu Aaja Nindiya - मेरी मुनिया की अंखियन में तू आजा निंदिया

Meri Muniya Ki Ankhiyan Me Tu Aaja Nindiya - मेरी मुनिया की अंखियन में तू आजा निंदिया

LYRICS:
meri muniya meri muniya meri muniya ki ankhiyan me tu aaja nindiya rani aaja meri muniya ki ankhiyan me tu aaja nindiya rani aaja mitti mitti de de thapki muniya jis se le le chapki mitti mitti de de thapki muniya jis se le le chapki sukh sapno ki kaliya iske man me aan khila ja tu aaja nindiya rani aaja meri muniya ki ankhiyan me tu aaja nindiya rani aaja dhime dhime pawan ke jonke aaye aaye ise jhulaye dhime dhime pawan ke jonke aaye madhur ragini desh prem ki ga ga ise sunaye aaye ise jhulaye bas jaye man me ye geet ho jaye jivan ki jeet bas jaye man me ye geet ho jaye jivan ki jeet isi jeet ka sehra iske sar aan saja ja tu aaja nindiya rani aaja meri muniya ki ankhiyan me tu aaja nindiya rani aaja meri muniya ki ankhiyan me tu aaja nindiya rani aaja nindiya rani aaja