SONG: Meri Mohabbat Ke Tum Ho Khuda - मेरी मोहब्बत के तू हो खुदा

Meri Mohabbat Ke Tum Ho Khuda - मेरी मोहब्बत के तू हो खुदा

LYRICS:
meri mohabbat ke tum ho khuda, tum ho khuda meri mohabbat ke tum ho khuda, tum ho khuda honge na kabhi hum tum judaa honge na kabhi hum tum judaa ye waada karo, ye wada raha ye waada karo, ye wada raha meri mohabbat ke tum hi devta, tum hi devta honge na kabhi hum tum judaa honge na kabhi hum tum judaa ye waada karo, ye wada raha ye waada karo, ye wada raha meri mohabbat ke tum ho khuda, tum ho khuda ye zaalim zamana hai, bada hi satayega kaun kahta hai raaho mein humari deewar ban jaayega to humaara kyaa jaayega rasme kasme waade jafaa hum na bhulayenge apni wafaa honge na kabhi hum tum judaa ye waada karo, ye wada raha meri mohabbat ke tum hi devta tum hi devta duniya ke zulmo se main takraungi achha tere liye main jaan pe khel jaaungi kya baat hai rasme kasme waade jafaa hum na bhulayenge apni wafaa honge na kabhi hum tum judaa ye wada karo, ye wada raha meri mohabbat ke tum ho khuda, tum ho khuda ek chhota saa jahaan hum tum milke banayenge sach promise chaand aur sitaaro ko dharti pe laayenge haan haan rasme kasme waade jafaa hum na bhulayenge apni wafaa honge na kabhi hum tum judaa honge na kabhi hum tum judaa ye wada karo, ye wada raha ye wada karo, ye wada raha ye wada karo, ye wada raha ye wada karo, ye wada raha