SONG: Meri Kya Hai Khata

Meri Kya Hai Khata

LYRICS:
meri kya hai khata ye bata de meri kya hai khata ye bata de phir chaahe rula de mita de saza de meri kya hai khata sach hai dil maine tumko diya dil ke badley tune kya hai diya tune kya hai diya ye bata de tune kya hai diya ye bata de phir chaahe rula de mita de saza de meri kya hai khata yaad hai jo kasam tune khaayi thi bewafa kya teri ye wafaayi thi bewafa ham ya tum ye bata de bewafa ham ya tum ye bata de phir chaahe rula de mita de saza de meri kya hai khata pyaar ki meethi meethi wo baaten pyaar ki meethi meethi wo baaten chandni raaton ki mulaakaaten chandni raaton ki mulaakaaten meri khushiyan mujhe tu lauta de phir chaahe rula de mita de saza meri kya hai khata jab tha gairo ki galiyon mein jaana tab tha mujhse na aankhen milaana jab tha gairo ki galiyon mein jaana tab tha mujhse na aankhen milaana apne dil se wachan ye mita de phir chaahe rula de mita de saza de meri kya hai khata ye bata de phir chaahe rula de mita de saza de meri kya hai khata