SONG: Meri Khushiyo Ke Savere Ki Kabhi Sham Na Ho - मेरी खुशियों के सवेरे की कभी शाम ना हो

Meri Khushiyo Ke Savere Ki Kabhi Sham Na Ho - मेरी खुशियों के सवेरे की कभी शाम ना हो

LYRICS:
mere khushiyo ke savere ki kabhi sham na ho sham na ho, hoye kabhi sham na ho mere mit jane ki koshish kabhi nakam na ho nakam na ho, hoye kabhi sham na ho sun bhi le waqt ki aawaz sun bhi le waqt ki aawaz badwaqti aye dil aye badwaqti aye dil khusnasibi ki taraf se koi paigam na ho paigam na ho, hoye kabhi sham na ho meri khushiyo ke savere ki kabhi sham na ho janke pahle bhala kyu tera arman nikle tera arman nikle kya tera kam tu ho jaye mera kaam na ho mera kaam na ho, hoye kabhi sham na ho meri khushyio ke savere ki kabhi sham na ho uff na kar aah na bhar uff na kar aah na bhar dard se aansu na baha dard se aansu na baha dekh duniya me dekh duniya me mohabbat kahi badnam na ho badnam na ho, hoye kabhi sham na ho meri khushyio ke savere ki kabhi sham na ho sham na ho mere mit jane ki koshis kabhi nakam na ho o sham na ho