SONG: Meri Kashti Ko Mohabbat Ka Kinara Mil Gaya - मेरी कश्ती को मोहब्बत का किनारा मिल गया

Meri Kashti Ko Mohabbat Ka Kinara Mil Gaya - मेरी कश्ती को मोहब्बत का किनारा मिल गया

LYRICS:
meri kashti ko mohabbat ka kinara mil gaya dhundti thi jisko aankhe wo sahara mil gaya mil gaya haye mil gaya meri kashti ko mohabbat ka kinara mil gaya dil ki dunia par mohabbat ki ghata chane lagi dil ki dunia par mohabbat ki ghata chane lagi zindagi ke saz par ummid phir gane lagi ummid phir gane lagi jo khazana kho chuka tha wo daubara mil gaya mil gaya haye mil gaya meri kashti ko mohabbat ka kinara mil gaya main tadapti thi kabhi apne piya se dur dur dil ka shisha dard hamse ho gaya tha chur chur aaj chupke chupke aaj chupke chupke chand se aake sitara mil gaya mil gaya haye mil gaya meri kashti ko mohabbat ka kinara mil gaya o piya o piya o piya ab chhod ke tujhko na jaungi kabhi ab na jaungi kabhi ab na tadpungi ab na aasu bahaugi kabhi ab na jaungi kabhi mere dil ko tera sahara mil gaya mil gaya haye mil gaya meri kashti ko mohabbat ka kinara mil gaya