SONG: Meri Jaan Tumpe Sadke Ehsan Itna Kar Do (Female) - मेरी जान तुम पे सदके अहसान इतना कर दो

Meri Jaan Tumpe Sadke Ehsan Itna Kar Do (Female) - मेरी जान तुम पे सदके अहसान इतना कर दो

LYRICS:
meri jaan tum pe sadke ahsaan itna kar do meri jaan tum pe sadke ahsaan itna kar do meri zindagi me apni chahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ahsaan itna kar do meri har khushi adhuri mera har singar fika bina pyar ke na bhaye mujhe chand ka bhi tika mujhe pyar se saja ke ahsaan itna kar do meri zindagi me apni chahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ahsaan itna kar do main hawa ka rukh badal du mile pyar agar tumhara jaha dub kar main dekhu ho usi jagah kinara mujhe tum gale lagake ahsaan itna kar do meri zindagi me apni chahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ahsaan itna kar do