SONG: Meri Jaan Kuchh Bhi Kijiye, Chahe Jaan Meri Lijiye - मेरी जान कुछ भी कीजिये, चाहे जान मेरी लीजिये

Meri Jaan Kuchh Bhi Kijiye, Chahe Jaan Meri Lijiye - मेरी जान कुछ भी कीजिये, चाहे जान मेरी लीजिये

LYRICS:
meri jaan, meri jaan kuch bhi kijiye chahe jaan meri lijiye meri jaan kuch bhi kijiye chahe jaan meri lijiye par dil humhi ko dijiye, par dil humhi ko dijiye kabhi yaad hume bhi kijiye kabhi naam hmara lijiye kabhi yaad hume bhi kijiye kabhi naam hmara lijiye sapno me aaya kijiye, sapno me aaya kijiye kabhi to humse kar lo do bate pyara mukhda modke tum kaho to dharti pe la du chand tare todke par ye wada humse kar lo, jaoge na chhod ke kabhi yaad hume bhi kijiye kabhi naam hmara lijiye sapno me aaya kijiye, sapno me aaya kijiye yaad aakar teri jo tadpa aaye to koi kya kare tera daman na hath me aaye tokoi kya kare chandani bhi aag ban jaye to koi kya kare meri jaan kuch bhi kijiye chahe jaan meri lijiye par dil humhi ko dijiye, par dil humhi ko dijiye pas aakar ye to bata ja hum bure hai o hasin chaudvi ka chand ho tum hum bhi tumse kam nahi kabhi yaad hume bhi kijiye kabhi naam hmara lijiye sapno me aaya kijiye, sapno me aaya kijiye meri jaan kuch bhi kijiye chahe jaan meri lijiye par dil humhi ko dijiye, par dil humhi ko dijiye