SONG: Meri Jaan Apne Ashiq Ko Sataana Kisse Sikha - मेरी जाँ अपने आशिक़ को सताना, किससे सीखा है

Meri Jaan Apne Ashiq Ko Sataana Kisse Sikha - मेरी जाँ अपने आशिक़ को सताना, किससे सीखा है

LYRICS:
meri ja meri ja meri ja apne aashik ko satana, kisse sikha hai jo tum par jan de usko mitana, kisse sikha hai suno ji suno ji suno ji roz piche piche aana, kisse sikha hai meri galiyo ke chakkar roz lagana, kisse sikha hai meri ja apne aashik ko satana, kisse sikha hai jo tum par jan de usko mitana, kisse sikha hai ek din majnu mila tha, mujhko pipal gaw me hath pakda or bithaya, mujhko thandi chaw me ek din majnu mila tha, mujhko pipal gaw me hath pakda or bithaya, mujhko thandi chaw me bhar ke thandi sans bola yar ke piche raho mom ho jayega pathar roz jo milte raho tumhare tumhare tumhare tumhare ghar ke chakkar, roz lagana usse sihka hai tumhare ghar ke chakkar, roz lagana usse sihka hai suno ji suno ji suno ji roz piche piche aana, kisse sikha hai meri galiyo ke chakkar roz lagana, kisse sikha hai ek din laila mili, mujhko mina bas me thamkar daman wo boli, chup ho kiski yad me ek din laila mili, mujhko mina bas me thamkar daman wo boli, chup ho kiski yad me tum bhi aashik ko khub satao, bat meri man lo jhutha aashik sachha pyar, uska jan lo kasam se, kasam se, kasam se kasam se aap jaiso ko satana, usse sikha hai kasam se aap jaiso ko satana, usse sikha hai meri ja meri ja meri ja apne aashik ko satana, kisse sikha hai jo tum par jan de usko mitana, kisse sikha hai