SONG: Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha - मेरी दुनिया लुट रही थी और मैं खामाश था

Meri Duniya Lut Rahi Thi Aur Mai Khamosh Tha - मेरी दुनिया लुट रही थी और मैं खामाश था

LYRICS:
meri dunia meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha tukde tukde dil ke chunta tukde tukde ha ha tukde tukde dil ke chunta kisko itna hosh tha meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha aankh me aasu na the aur jal raha tha dil jigar ro rahi thi hasrate chup-chap tha mai bekhabar are kaise aata haye kaise aata hosh me jo pahle hi behosh tha kaise aata hosh me jo pahle hi behosh tha tukde tukde dil ke chunta tukde tukde ha ji tukde tukde dil ke chunta kisko itna hosh tha meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha ye hakikat hai ise samjhe na afsana koi ye hakikat hai ise samjhe na afsana koi jab luta kuche me unke jaake diwana koi are ye jami ye jami chupchap thi aur aasma khamosh tha ye jami chupchap thi aur aasma khamosh tha tukde tukde dil ke chunta tukde tukde ha ji tukde tukde dil ke chunta kisko itna hosh tha meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha karwa karwa dil ka luta baitha hu manjil ke karib maine khud kashti dubo di jake sahil ke karib kya mai karta kya mai karta mai sharabe ishk se madhosh tha kya mai karta mai sharabe ishk se madhosh tha tukde tukde dil ke chunta tukde tukde ha ji tukde tukde dil ke chunta kisko itna hosh tha meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha meri dunia lut rahi thi aur mai khamosh tha