SONG: Meri Duniya Ki Sayad Har Khushi Kum Hoti Jati Hai - मेरी दुनिया की शायद हर खुशी कम होती जाती हैं

Meri Duniya Ki Sayad Har Khushi Kum Hoti Jati Hai - मेरी दुनिया की शायद हर खुशी कम होती जाती हैं

LYRICS:
meri duniya ki shayad har khushi kam hoti jaati hai meri duniya ki shayad har khushi kam hoti jaati hai ummeden mitati jati hain hanshi gum hoti jati hain ummeden mitati jati hain hanshi gum hoti jati hain meri duniya ki shayad har khushi kam hoti jaati hai wahi rangeeniyan dilchaspiyaan ab bhi hai duniya mein magar mere liye har dilkashi kam hoti jaati hai ummeden mitati jati hain hanshi gum hoti jati hain meri duniya ki shayad har khushi kam hoti jaati hai najar aai thi manjil deep ujle the ujale mein kiran wo roshani ki aaj madham hoti jati hain ummeden mitati jati hain hanshi gum hoti jati hain meri duniya ki shayad har khushi kam hoti jaati hai hansi fiki fiki si hai, wafa? bhi hai pareshan sa ki ab to jindagi se jindagi kam hoti jati hai ummeden mitati jati hain hanshi gum hoti jati hain meri duniya ki shayad har khushi kam hoti jaati hai