SONG: Meri Dubti Naiya Ko Paar Lagane - मेरी डूबती नईया को पार लगाने

Meri Dubti Naiya Ko Paar Lagane - मेरी डूबती नईया को पार लगाने

LYRICS:
meri doobati naiya ko paar lagaane wala kaun bhola nath re meri doobati naiya ko paar lagaane wala kaun bhola nath re meri doobti aasha ko dheer bandhaane wala kaun bhola nath re meri doobati aniya ko paar lagaane wala kaun bhola nath re dukh ki uthe ghattaye jab vipada ke badal chaaye kachu na pade dikhayi manwa pag pag thokar khaye andhkar me andhkar me aasha deep jalaane wala kaun bhola nath re meri doobati aniya ko paar lagaane wala kaun bhola nath re dukh ke kaanto me sukh ke phul khilaane wala kaun bhola nath re meri doobati aniya ko paar lagaane wala kaun bhola nath re ban ban baat bigad jaaye aur ghor nirasha chaaye bhagya bane viprit jisey sari duniya thukraye thukraye jisethukraye duniya usko apnaane wala kaun bhola nath re meri dubati aniya ko paar lagaane wala kaun bhola nath re meri dubti aasha ko dheer bandhaane wala kaun bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re bhola nath re