SONG: Meri Dastan Mujhe Hi Mera Dil Suna Ke Roye - मेरी दास्ताँ मुझे ही मेरा दिल सुना के रोए

Meri Dastan Mujhe Hi Mera Dil Suna Ke Roye - मेरी दास्ताँ मुझे ही मेरा दिल सुना के रोए

LYRICS:
meri dasta mujhe hi mera dil suna ke roye kabhi roke muskuraye kabhi muskurake roye meri dasta mujhe hi mile gum se apne fursat to mai hal puchu iska mile gum se apne fursat to mai hal puchu iska sha-be-gum se koi kah de kahi aur ja ke roye meri dasta mujhe hi mera dil suna ke roye kabhi roke muskuraye kabhi muskurake roye meri dasta mujhe hi hame wasta tadap se hame kam aasuo se hame wasta tadap se hame kam aasuo se tujhe yaad karke roye ya tujhe bhula ke roye meri dasta mujhe hi mera dil suna ke roye kabhi roke muskuraye kabhi muskurake roye meri dasta mujhe hi wo jo aazma rahe the meri bekarario ko wo jo aazma rahe the meri bekarario ko mere sath-sath wo bhi mujhe aazma ke roye meri dasta mujhe hi mera dil suna ke roye kabhi roke muskuraye kabhi muskurake roye meri dasta mujhe hi