SONG: Meri Chhoti Si Duniya Basi Rahe Ram - मेरी छोटी सी दुनिया बसी रहे राम

Meri Chhoti Si Duniya Basi Rahe Ram - मेरी छोटी सी दुनिया बसी रहे राम

LYRICS:
meri chhoti si duniya basi rahe ram meri chhoti si duniya basi rahe ram mere ghar me na aaye kabhi gum ka naam meri chhoti si duniya basi rahe ram meri chhoti si duniya basi rahe ram meri fuli fali man ki daali rahe meri fuli fali man ki daali rahe meri bagiya na phulo se khaali rahe meri bagiya na phulo se khaali rahe rahe jivan ko mere bahaaro se kaam meri chhoti si duniya basi rahe ram meri chhoti si duniya basi rahe ram mere ghar me na aaye kabhi gum ka naam meri chhoti si duniya basi rahe ram jagmagata rahe mere dil ka jahaan jagmagata rahe mere dil ka jahaan baje angana me khushiyo ki sahnaaiya baje angana me khushiyo ki sahnaaiya din holi ho mera diwali ho sham meri chhoti si duniya basi rahe ram meri chhoti si duniya basi rahe ram main suhagan hamesha rahu dukh se dur main suhagan hamesha rahu dukh se dur yuhi mathe pe chamke khushi ka sindur yuhi mathe pe chamke khushi ka sindur jag bichhade na bichhade kabhi meri sham meri chhoti si duniya basi rahe ram meri chhoti si duniya basi rahe ram mere ghar me na aaye kabhi gum ka naam meri chhoti si duniya basi rahe ram meri chhoti si duniya basi rahe ram