SONG: Meri Chhoti Si Behan Dekho Gehane Pehan Sasural Chali - मेरी छोटी सी बहन देखो गहने पहन ससुराल चली

Meri Chhoti Si Behan Dekho Gehane Pehan Sasural Chali - मेरी छोटी सी बहन देखो गहने पहन ससुराल चली

LYRICS:
meri choti si bahan dekho gahne pahan sasural chali re ban than ke hatho mai gajra aankhiyo me kajra jara nakhre to dekho dulhan ke mera bhaiya hai diwana mera bhaiya hai diwana iski bato me na aana jhtuhi batiya banaye ban ban ke pagle hai man ke ye ghadi ghadi sanke inke purje hai pagle hai man ke ye ghadi ghadi sanke inke purje hai dhile bachpan ke sasural gayi to didi hamko bhi tum bhul jaoge waha jija ki mithai kha kha ke gupe si bahan ful jaogi moti moti bahu ban fir bade bade rob dikhaogi tera bhaiya bhi jo aaye to use bhi waha bahar bithaogi darwaje pe hi usko bithaogi na khilaogi jo khana na khilaogi jo khana to mai pet bharunga chori chori teri bate sun sun ke meri choti si bahan dekho gahne pahan sasural chali re ban than ke hatho mai gajra aankhiyo me kajra jara nakhre to dekho dulhan ke bholi dekh ke mujhe boli bolte kyu akad akad ke bach paoge nahi re bachu yu hamse jhagad jhagad ke hum jante tumhe tum gol gol dhol ho rabad ke jara aane do bhabhi ko sidha karegi wo kan pakad ke tere chuhe jaise kan pakad ke paw pakdoge tum paw pakdoge tum nak ragdoge tum gidgidaoge aage is bahan ke meri choti si bahan dekho gahne pahan sasural chali re ban than ke mera bhaiya hai diwana iski bato me na aana jhtuhi batiya banaye ban ban ke hatho me gajra aankhiyo me kajra jara nakhre to dekho dulhan ke pagle hai man ke ye ghadi ghadi sanke inke purje hai dhile bachpan ke