SONG: Meri Bhi Ek Mumtaz Thi - सुनसान जमना का किनारा प्यार का अंतिम सहारा

Meri Bhi Ek Mumtaz Thi - सुनसान जमना का किनारा प्यार का अंतिम सहारा

LYRICS:
sunsaan jamana ka kinara pyar ka antim sahara chandani ka kafan odha so raha kismat ka mara kisse puchhu mein bhala ab dekha kahi mumtaz meri bhi ek mumtaz thi meri bhi ek mumtaz thi patharon ki ot mein mahaki huyi tahaaiya kuch nahi kahti daliyon ki jhumti aur dolti parchhaiya kuch nahi kahti khelti sahil pe lahare le rahi angdaaiyan kuch nahi kahti ye jan ke chup chap hai mere mukaddar ki tarah humne to inke samne khola tha dil ke raaz ko kisse puchhu mein bhala ab dekha kahi mumtaz meri bhi ek mumtaz thi meri bhi ek mumtaz thi ye zameen ki god mein kadamon ka dhundhala sa nishan khamosh hain ye ruka pahla aasmaan madhyam sitaron ka jahan khamosh hain ye khubsurat raat ka khilta hua gulshan jawan khamosh hain ranginiya madhosh hai apni khushi mein dubkar kis tarah inko sunaau ab meri aawaz ko kisse puchhu mein bhala ab dekha kahi mumtaz meri bhi ek mumtaz thi meri bhi ek mumtaz thi meri bhi ek mumtaz thi meri bhi ek mumtaz thi