SONG: Meri Behki Behki Chaal Mere Resham Se Baal - मेरी बहकी बहकी चाल मेरे रेशम से बाल

Meri Behki Behki Chaal Mere Resham Se Baal - मेरी बहकी बहकी चाल मेरे रेशम से बाल

LYRICS:
meri bahki bahki chal mere resham se baal mere julfo ke jaal me na aana, na aana dil ko bachana raja dil ko bachana dil ko bachana raja dil ko bachana chanda ki chandani se gora gora rang mera chanda ki chandani se gora gora rang mera gora gora rang mera gora gora rang mera kaliyo ne najuk balam ang ang mera kaliyo ne najuk balam ang ang mera gora gora rang mera gora gora rang mera meri palke janjir, mere naina hai tir mera khali naa jaaye nishana, na aana dil ko bachana raja dil ko bachana dil ko bachana raja dil ko bachana meri bahki bahki chal mere resham se baal mere julfo ke jaal me na aana, na aana dil ko bachana raja dil ko bachana dil ko bachana raja dil ko bachana patli kamar meri dali gulab ki patli kamar meri dali gulab ki dali gulab ki dali gulab ki chhodo ki chhodo ye bate hai khwab ki chhodo ki chhodo ye bate hai khwab ki bate hai khwab ki bate hai khwab ki mai chaman ki bahar, thandi thandi fuhar dekho dekho ji hath na lagana, na aana dil ko bachana raja dil ko bachana dil ko bachana raja dil ko bachana meri bahki bahki chal mere resham se baal mere julfo ke jaal me na aana, na aana dil ko bachana raja dil ko bachana dil ko bachana raja dil ko bachana