SONG: Meri Baat Samjhega - समझेगा कोई क्या मेरी बात

Meri Baat Samjhega - समझेगा कोई क्या मेरी बात

LYRICS:
samjhega koi kya meri bat samjhega koi kya meri bat uppar se hai chikani chupadi bhitar se hai kya uppar se hai chikani chupadi bhitar se hai kya samjhega koi kya meri bat samjhega koi kya meri bat kaise samjhu main hu jugnu kaun si laila kaun sa majnu kaise samjhu main hu jugnu kaun si laila kaun sa majnu choti ka malik sar hai ya sar ka malik chota choti ka malik sar hai ya sar ka malik chota bhayi sar ka malik chota samjhega koi kya meri bat samjhega koi kya meri bat nich nirlaj kamini veshya kapti naar karti kanchan ke liye jauvan ka vyapar par nari vish ki chhuri mat koi lagaoang ravan ke das shish gaye par nari sang samjhega koi kya meri bat samjhega koi kya meri bat uppar se hai chikani chupadi bhitar se hai kya uppar se hai chikani chupadi bhitar se hai kya samjhega koi kya meri bat samjhega koi kya meri bat