SONG: Meri Baat Koyi Mane Ya Na Mane - मेरी बात कोई माने या ना माने

Meri Baat Koyi Mane Ya Na Mane - मेरी बात कोई माने या ना माने

LYRICS:
la la la la la la meri baat koi mane ya naa maane dil jane ke hain saikado bahane mera dil gaya, koi mil gaya teer baitha hain nazar ka nishane meri baat koi mane ya naa maane dil jane ke hain saikado bahane mera dil gaya, koi mil gaya teer baitha hain nazar ka nishane meri baat koi mane ya naa maane meri aankh jo jara si takrai tabiyat aai mushibat laai meri aankh jo jara si takrai tabiyat aai mushibat laai teri yaad ne kiya hain diwana kahe afsana meri angdai teri yaad ne kiya hain diwana kahe afsana meri angdai mere dil ki lagi na koi jaane bure hote hain jawani ke jamane mera dil gaya, koi mil gaya teer baitha hain nazar ka nishane meri baat koi mane ya naa maane mere piya ki gali me koi jaye use samjhaye, ki jee n jalaye mere piya ki gali me koi jaye use samjhaye, ki jee n jalaye dur shama se rahe na parwana ki rut ye jamana mujhe tadpaye dur shama se rahe na parwana ki rut ye jamana mujhe tadpaye wo na aye to jaungi main manane ja ke kahungi ki aa diwane mera dil gaya, koi mil gaya teer baitha hain nazar ka nishane meri baat koi mane ya naa maane dil jane ke hain saikado bahane mera dil gaya, koi mil gaya teer baitha hain nazar ka nishane meri baat koi mane ya naa maane teer baitha hain nazar ka nishane meri baat koi mane ya naa maane