SONG: Meri Ankhiyo Me Jhume Dekho Saajan Ka Pyar - मेरी अंखियो में झूमे देखो साजन का प्यार

Meri Ankhiyo Me Jhume Dekho Saajan Ka Pyar - मेरी अंखियो में झूमे देखो साजन का प्यार

LYRICS:
meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar jaise padti fuhar jaise dole sitar jaise hole se bago me aaye bahar meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar madhur madhur ye kisne kah di bat pyar ki lehrati itlati aayi rat pyar ki madhur madhur ye kisne kah di bat pyar ki lehrati itlati aayi rat pyar ki ek dil ne kaha ek dil ne suna aur chhupke hi chhupke se huya ikarar meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar jaise padti fuhar jaise dole sitar jaise hole se bago me aaye bahar meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar chand sitaro tum kya jano raz prit ka jao jao naam na puchho mere mit ka chand sitaro tum kya jano raz prit ka jao jao naam na puchho mere mit ka jadu jo bhi hoga mat puchho meri bagiya me aayi hai pehli bahar meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar jaise padti fuhar jaise dole sitar jaise hole se bago me aaye bahar meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar meri ankhiyo me jhume dekho sajan ka pyar