SONG: Meri Aasha Ke Phool Meri Bahon Mein Jhul Meri - मेरी आशा के फूल मेरी बाहों में झूल मेरी

Meri Aasha Ke Phool Meri Bahon Mein Jhul Meri - मेरी आशा के फूल मेरी बाहों में झूल मेरी

LYRICS:
aa aasha ke phul meri baaho me jhul meri bagiya ki tu hai bahar meri aasha ke phul meri baaho me jhul meri bagiya ki tu hai bahar meri aankho ka nur mere dil ka surur meri godi ka tu hai chirag ho meri bagiya ki tu hai bahar aaja palko pe apni bithau tujhe mithi mithi kahani sunau tujhe jab bhi hase mujhe aisa lage jaise padti ho thandi fuhar ho bagiya ki tu hai bahar meri aasha ke phul meri baaho me jhul meri bagiya ki tu hai bahar tere hotho pe muskaan khele sada meri ankhiyo se ho na kabhi tu juda tu hajaro bars laal mere jiye aur din ho baras ke hajar ho bagiya ki tu hai bahar meri aasha ke phul meri baaho me jhul meri bagiya ki tu hai bahar