SONG: Meri Aankhon Ki Neend Le Gaya - मेरी आँखों की नींद ले गया

Meri Aankhon Ki Neend Le Gaya - मेरी आँखों की नींद ले गया

LYRICS:
meri aankhon ki neend le gayaa meri aankhon ki neend le gayaa bedardi baalam ho ho ho mohe dagaa de gayaa meri aankhon ki neend le gayaa bedardi baalam ho ho ho mohe dagaa de gayaa jab jab tera dhyaan saajna karun main chhup chhup duniya se aahe bharu main aap gayaa mera chain le gayaa mera chain le gayaa, mohe dagaa de gayaa meri aankhon ki neend le gayaa bedardi baalam ho ho ho birha ki lambi raaten hamko satayengi ji hamko satayengi teri zafayen piyaa hame yaad aayengi oye hame yaad aayengi dukh deke koi mera chain le gayaa mera chain le gayaa, mohe dagaa de gayaa meri aankhon ki neend le gayaa bedardi baalam ho ho ho mohe dagaa de gayaa gham jo diya hai tune kaise sahenge ro ro ke balma ham to sabse kahenge aap gayaa mera chain le gayaa mera chain le gayaa, mohe dagaa de gayaa meri aankhon ki neend le gayaa bedardi baalam ho ho ho mohe dagaa de gayaa meri aankhon ki neend le gayaa bedardi baalam ho ho ho mohe dagaa de gayaa