SONG: Meri Aankho Se Koi Nind Liye Jaata Hai - मेरी आँखों से कोई नींद लिये जाता है

Meri Aankho Se Koi Nind Liye Jaata Hai - मेरी आँखों से कोई नींद लिये जाता है

LYRICS:
meri aankho se koi nind liye jata hai meri aankho se koi nind liye jata hai meri aankho se koi nind liye jata hai dur se pyar ka paigam diye jata hai meri aankho se koi nind liye jata hai raat bhar jagenge ham tumse chhup chhupke sanam raat bhar jagenge ham tumse chhup chhupke sanam aankh jhapke na kabhi chaand taaro ki kasam dil mera aaj ikrar kiye jata hai dur se pyar ka paigam diye jata hai meri aankho se koi nind liye jata hai baat jo unase chali wo idhar aake ruki baat jo unase chali wo idhar aake ruki naam jab unaka liya ek khushbu si uddi ek tasavvur hai jo madhosh kiye jata hai dur se pyar ka paigam diye jata hai meri aankho se koi nind liye jata hai