SONG: Mere Tute Hue Dil Se Koi To Aaj Ye Puchhe - मेरे टूटे हुए दिल से, कोई तो आज ये पूछे

Mere Tute Hue Dil Se Koi To Aaj Ye Puchhe - मेरे टूटे हुए दिल से, कोई तो आज ये पूछे

LYRICS:
mere tute huye dil se koi to aaj ye puchhe ke tera haal kya hai, ke tera haal kya hai mere tute huye dil se koi to aaj ye puchhe ke tera haal kya hai, ke tera haal kya hai kismat teri rit nirali, kismat teri rit nirali o chaliye ko chalane wali, phul khila to tuti daali jise ulfat samajh baitha meri nazaro kaa dhokha tha kisiki kya khata hai, kisiki kya khata hai mere tute huye dil se koi to aaj ye puchhe ke tera haal kya hai, ke tera haal kya hai maangi mohabbat paayi judaai, maangi mohabbat paayi judaai duniya mujhko raas na aayi, pahle kadam par thokar khayi sada aazad rahte the hame malum hi kya tha mohabbat kya bala hai, mohabbat kya bala hai mere tute huye dil se koi to aaj ye puchhe ke tera haal kya hai, ke tera haal kya hai