SONG: Mere Sarkar Tere Ishq Ki Dunia Ko Salam - मेरे सरकार तेरी इश्क की दुनिया को सलाम

Mere Sarkar Tere Ishq Ki Dunia Ko Salam - मेरे सरकार तेरी इश्क की दुनिया को सलाम

LYRICS:
mere sarkar teri ishq ki duniya ko salam chal diye ham teri majbur tamanna ko salam mere sarkar teri ishq ki duniya ko salam mere hunkar allah nigeban tera umar bhar dil se juda hoga na arman tera haye arman tera mere malik mere aaka mere sahja ko salam chal diye ham teri majbur tamanna ko salam mere sarkar teri ishq ki duniya ko salam sine me dard ka toofan liye jate hai dil ke behlane ka saman liye jate hai saman liye jate hai ik bimar mohabbat ke masiha ka salam chal diye teri majbur tamanna ko salam mere sarkar teri ishq ki duniya ko salam