SONG: Mere Sarkaar Meri Aahon Ka Asar Dekh Liya - मेरे सरकार मेरी आहो का असर देख लिया

Mere Sarkaar Meri Aahon Ka Asar Dekh Liya - मेरे सरकार मेरी आहो का असर देख लिया

LYRICS:
mere sarkar meri aaho ka asar dekh liya haan asar dekh liya mere sarkar meri aaho ka asar dekh liya haan asar dekh liya rukh gaye aap wafao ka asar dekh liya haan asar dekh liya pyar sacha ho to ye waqt bhi rukh jata hai aasma lakh bhi uncha rahe jhukh jata hai aapne dil ki duaaon ka asar dekh liya haan asar dekh liya mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya haan asar dekh liya aa gaye aapke kadamon pe utharkar badal ban gayi mast ghata aapke sar ka aanchal aapne shok fijaon ka asar asar dekh liya haan asar dekh liya mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya haan asar dekh liya aapke phool se chehre pe hansi bhi aayi aaj so rang liye dil me khushi bhi aayi aapne ishq ki rahon ka asar dekh liya haan asar dekh liya mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya haan asar dekh liya