SONG: Mere Sapno Kaa Gaon, Jahan Thi Mamta Ki Chhanv - मेरे सपनो का गाँव, जहाँ थी ममता की छाँव

Mere Sapno Kaa Gaon, Jahan Thi Mamta Ki Chhanv - मेरे सपनो का गाँव, जहाँ थी ममता की छाँव

LYRICS:
mere sapno ka gaon jaha thi mamta ki chaon abhi or thodi dur thodi dur thodi dur hai mere sapno ka gaon aankho me khusiyo ki chamak hai man me jwala mukhi aankho me khusiyo ki chamak hai man me jwala mukhi tujh jaisa koi sukhi na hoga tujhsa na hoga dukhi le chal apni naw jaha mamta ki chaw wo gaon thodi dur thodi dur thodi dur hai abhi or thodi dur thodi dur thodi dur hai mere sapno ka gaon tujhe kisi ka pyar bulaye apna koi pukare tujhe kisi ka pyar bulaye apna koi pukare sudhiyo ki purwa bah bahkar kitne dard ubhare man ko laga wahan ghaw jaha thi mamta ki chaon wo gaon thodi dur thodi dur thodi dur hai abhi or thodi dur thodi dur thodi dur hai mere sapno ka gaon