SONG: Mere Sanam Ek Kadam Tum Bhi Chalo Mai Bhi Chalu - मेरे सनम एक कदम तुम भी चलो मैं भी चलूँ

Mere Sanam Ek Kadam Tum Bhi Chalo Mai Bhi Chalu - मेरे सनम एक कदम तुम भी चलो मैं भी चलूँ

LYRICS:
mere sanam ek kadam tum bhi chalo mai bhi chalu fasla kuch to kam hoga haske idhar dekh jara der na kar aankh mila ye nasha kuch to kam hoga mere sanam ek kadam tum bhi chalo mai bhi chalu fasla kuch to kam hoga teri najar dil ke par gayi dil ki khata hamko mar gayi teri najar dil ke par gayi dil ki khata hamko mar gayi hum to nahi kahte magar ye to bata jane jigar kab tak ye sitam hoga mere sanam ek kadam tum bhi chalo mai bhi chalu fasla kuch to kam hoga dard mera aake dekh jara dil pe mere najre fek jara dard mera aake dekh jara dil pe mere najre fek jara jalti hai to duniya jale jisko tera pyar mile usko kiska gum hoga mere sanam ek kadam tum bhi chalo mai bhi chalu fasla kuch to kam hoga pyar badhe aisi bat kaho tum jo sanam mere sath raho pyar badhe aisi bat kaho tum jo sanam mere sath raho kitna hasi hoga safar taro me jhulegi najar aasman pe kadam hoga mere sanam ek kadam tum bhi chalo mai bhi chalu fasla kuch to kam hoga