SONG: Mere Saiyya Ne Bulaya Singapore Se - मेरे सैया ने बुलाया सिंगापुर से

Mere Saiyya Ne Bulaya Singapore Se - मेरे सैया ने बुलाया सिंगापुर से

LYRICS:
mere saiya ne bulaya singapore singapore singapore se mai daudi daudi aayi jaipur se mai daudi daudi aayi jaipur se mere saiya ne o saiya raja ne bulaya singapore singapore singapore se mai daudi daudi aayi jaipur se mai daudi bhagi aayi jaipur se chhod gaya tha wo bedardi dhokha deke pyar me chhod gaya tha wo bedardi dhokha deke pyar me khidki thi diwar me bethi thi mai ghar me khidki khole intzar me dak babu chithi laya dak babu chithi laya ho babu chithi laya laya singapore se mai daudi daudi aayi jaipur se mai daudi bhagi aayi jaipur se aisi koi bat likhi thi chilmine sandesh me banjaran ke bhesh me pankh bina mai udd ke aayi pardeshi ke desh me pardeshi ke desh me ye hawa ka jhoka aaya hawa ka jhoka aaya aaya singapore se mai daudi daudi aayi jaipur se mai daudi bhagi aayi jaipur se o babu tum bhi yaha are idhar kya dekhat ho udhar dekho udhar koi pata na koi nishani likha bas ek nam tha kaisa ek paigam tha fir bhi maine dhund nikala bahut jaruri kam tha bahut jaruri kam tha jaipur me jo khoya tha wo jo khoya tha wo mila singapore se mai daudi daudi aayi jaipur se mai daudi bhagi aayi jaipur se mere saiya ne bulaya singapore singapore singapore se mai daudi daudi aayi jaipur se mai daudi bhagi aayi jaipur se