SONG: Mere Rasiya, Mere Man Basiya, Tere Mukhade Pe Kala Kala Til Ve - मेरे रसिया, मेरे मन बसिया, तेरे मुखड़े पे काला काला तिल वे

Mere Rasiya, Mere Man Basiya, Tere Mukhade Pe Kala Kala Til Ve - मेरे रसिया, मेरे मन बसिया, तेरे मुखड़े पे काला काला तिल वे

LYRICS:
mere rasiya mere man basiya tere mukhde pe kala kala til we mera moh liya haye tune dil we naya aaye kabhi nahi aaye naya aaye kabhi nahi aaye haye aane se kyu sharmaye ghar tera apna o balma kabhi aaye kabhi nahi aaye o saiya aaye kabhi nahi aaye bazar me bikti baliya bazar me bikti baliya mere gharwale dete hai galiya mere chehre ki ud gayi laliya ghar tera apna ho balma kabhi aaye kabhi nahi aaye o saiya aaye kabhi nahi aaye bazar me bikte dil we bazar me bikte dil we tera kis chhore pe aaya dil we mujhe dekh gali me mil we ghar tera angana kabhi aaye kabhi nahi aaye o saiya aaye kabhi nahi aaye bazar me bikti thali haye bazar me bikti thali tu bago ke hsun ka mali tere sath meri diwali ghar tera apna ho balma kabhi aaye kabhi nahi aaye o saiya aaye kabhi nahi aaye