SONG: Mere Raja Ke Naino Me - मेरे राजा के नैनों में

Mere Raja Ke Naino Me - मेरे राजा के नैनों में

LYRICS:
mere raja ke naino me rani samayi pyar ki jawani se ho gayi sagayi raja ke naino me rani samayi pyar ki jawani se ho gayi sagayi pakda jo hath rani gusse me aa gayi laal huyi ankhiya kamar bal kha gayi pakda jo hath rani gusse me aa gayi laal huyi ankhiya kamar bal kha gayi raja ne hath jode, ho gayi sagayi pyar ki jawani se ho gayi sagayi raja ke naino me rani samayi pyar ki jawani se ho gayi sagayi raja ke naino me rani samayi pyar ki jawani se ho gayi sagayi sajdhaj ke raja barat leke aaya sajdhaj ke raja barat leke aaya chanda ki doli me rani ko le jata chanda ki doli me rani ko le jata kismat se milti hai aisi lugai pyar ki jawani se ho gayi sagayi raja ke naino me rani samayi pyar ki jawani se ho gayi sagayi raja ke naino me rani samayi pyar ki jawani se ho gayi sagayi