SONG: Mere Pyase Mann Kee Bahar

Mere Pyase Mann Kee Bahar

LYRICS:
mere pyase mann ki bahar, kab se tha tumhara intjar tum aaye toh aaya karar, o mere pyaar mere pyase mann ki bahar, kab se tha tumhara intjar tum aaye toh aaya karar, o mere pyaar sama kitna pyara hai ha sanam, ha sanam, ha sanam sama se bhi pyara hai kya sanam, kya sanam, kya sanam tumhara phul sa yeh chehra dilnashi chhodo ham jo bhi hai, tum bhi toh kam nahi mere pyase man ki bahar, kab se tha tumhara intjar tum aaye toh aaya karar, o mere pyar yeh dil gungunata hai kya sanam, kya sanam, kya sanam, mere git gata hai ha sanam, ha sanam, ha sanam toh chhodo yeh ada, gale toh milne do jaldi hai aisi kya, yeh din toh dhalne do mere pyase man ki bahar, kab se tha tumhara intjar tum aaye toh aaya karar, o mere pyar yun hi dur rehna hai naa sanam, naa sanam, naa sanam, kahu jo bhi kehna hai ha sanam, ha sanam, ha sanam tere bahon me hain mere dono jahan kahne ko ham hain do, lekin hain ek jaan mere pyase man ki bahar, kab se tha tumhara intjar tum aaye toh aaya karar, o mere pyar