SONG: Mere Mehboob Mujhko Too Itnaa Bata - मेरे महबूब मुझको तू इतना बता

Mere Mehboob Mujhko Too Itnaa Bata - मेरे महबूब मुझको तू इतना बता

LYRICS:
mere mehboob mere mehboob mere mehboob mujhko tu itna bata mere mehboob mujhko tu itna bata main kawaara marunga ya shaadhi shuda main kawaara marunga ya shaadhi shuda na kawaara mare na tu shaadi shuda na kawaara mare na tu shaadi shuda bich mein tujhko latkaake rakh de khuda bich mein tujhko latkaake rakh de khuda tum aurat jaat ho jaalim tumhaari jaat mein chakkar tum aurat jaat ho jaalim tumhaari jaat mein chakkar tumhaare din mein chakkar hai tumhaari raat mein chakkar ho chakram hoon ke khaata hoon teri har baat mein chakkar kabhi jasbaat chakkar mein kabhi jasbaat mein chakkar inn tere chakkaron se bachaaye khuda inn tere chakkaron se bachaaye khuda main kawaara marunga ya shaadhi shuda main kawaara marunga ya shaadhi shuda na kawaara mare na tu shaadi shuda na kawaara mare na tu shaadi shuda bich mein tujhko latkaake rakh de khuda bich mein tujhko latkaake rakh de khuda aa aa hamaare chaahane waale bade rangin milte hai hamaare chaahane waale bade rangin milte hai mohabbat se nahin waakib tamaashaabin milte hai are dil phenk hamse ishq ka izhaar karta hai hamein maalum hai tujhase take ke sin milte hai jiske tum na khuda uska haafiz khuda jiske tum na khuda uska haafiz khuda bich mein tujhko latkaake rakh de khuda bich mein tujhko latkaake rakh de khuda mere mehboob mujhko tu itna bata mere mehboob mujhko tu itna bata main kawaara marunga ya shaadhi shuda main kawaara marunga ya shaadhi shuda chali aaogi tum khinchkar main aisa haal kar dunga chali aaogi tum khinchkar main aisa haal kar dunga tere maike ko jor-e-ishq se sauraal kar dunga agar ban jaaogi meri toh maalaamaal kar dunga agar thukraao toh bewafa kangaal kar dunga ha ha kangaal kar dunga teri kismat ka aanchal phaadkar rumaal kar dunga teri kismat ka aanchal phaadkar rumaal kar dunga tere bangle ko dekar badduwa main chaal kar dunga ha ha ha chaal kar dunga tere kuche mein kuche mein aage kya tha bhala are haan tere kuche mein paida iss tarah bhuchaal kar dunga ki dehraadun ko main waadiye gadwaal kar dunga aji gadwaal kar dunga tere baaba pe apna jor istemaal kar dunga tamacha ek tamacha do tamache maarkar main gaal usake laal kar dunga main ik dum cash khaakar jindagi baamaal kar dunga lagaaunga jo main thokar use footbaal kar dunga use footbaal kar dunga agar kuchh bhi na kar paaya toh itana yaad rakh jaalim tere baaba ki baaba ki baaba ki teri baaba ki mehfil mein main bhuk hadtaal kar dunga bhuk hadtaal kar dunga bhuk hadtaal kar dunga lekin chhoti si ek arj hai ke chori chori khila dena halawa jara ho chori chori khila dena halawa jara main kawaara marunga ya shaadhi shuda main kawaara marunga marunga marunga marunga