SONG: Mere Mehboob Mere Dost - हां मैं दीवाना हूँ चाहू तो मचल सकता हूँ

Mere Mehboob Mere Dost - हां मैं दीवाना हूँ चाहू तो मचल सकता हूँ

LYRICS:
haan main diwana hun chahu to machal sakta hun khilvate husn kanun badal sakta hun haar to haar hai angaaron pe chal sakta hun mere mahbub mere dost nahi ye bhi nahi meri bepaak tabiyat ka agaja hai kuch aur meri bepaak tabiyat ka agaja hai kuch aur isi raftar se duniya ko gujar jane dun dil mein ghut ghut kar tamannao ko mar jane dun teri zulfon ko saredosh bikhar jane dun mere mahbub mere dost nahi ye bhi nahi mere mahbub mere dost nahi ye bhi nahi meri bepaak tabiyat ka agaja hai kuch aur meri bepaak tabiyat ka agaja hai kuch aur ek din chhin lun main hajamte baatil ka junun tod dun tod dun main sokte duniya ka fujul aur bah jaye yahi ? ka khun gairate ishq ko manjur tamasha yahi gairate ishq ko manjur tamasha yahi meri fitrat ka mere dost takaza hai yahi meri fitrat ka mere dost takaza hai yahi