SONG: Mere Mann Ko Mandir Bana Do Guru

Mere Mann Ko Mandir Bana Do Guru

LYRICS:
mere mann ko mandir bana do guru prabhumai yeh jivan bana do guru prabhu kee hee murtee hai pran tumhara brahmaniyantrit hai pal pal tumhara meraa tantra isa hee -2 bana do guru chidakash jaisa hraday hai tumhara hai saubhagya hamko jo tumne swekara rago se priti -2 hata do guru divya lage sab kriya yeh tumhari aisi rahe kaka drushti hamari nirdosh bhulka -2 bana do guru prabhu kaa hee darshan, sabhee me nihare tere har wachan ko saharsh swikare samata hee jivan me -2 rahe bas guru man buddhi chit aur aham kaa parlay ho maitri va priti se divya milan ho manjil ho jivan kee -2 yahee bas guru har ek prasang par bhajan kaa hee bal ho man buddhi par kaa bharosa atal ho bhajan kee hee lagni -2 laga do guru