SONG: Mere Man Me Uthe Umang Balam - मेरे मन में उठे उमंग बलम

Mere Man Me Uthe Umang Balam - मेरे मन में उठे उमंग बलम

LYRICS:
mere mann me uthe umang balam ban ke main, ban ke main tarang sama jau, sama jau tere dil me sama jau mere pyare piya kya tumne kiya mere pyare piya kya tumne kiya mera pahli najar me dil chin liya ho mera pahli najar me dil chin liya main aaj jhum jhum gaau balam ban ke main, ban ke main tarang sama jau, sama jau tere dil me sama jau mere mann me uthe umang balam ban ke main, ban ke main tarang sama jau, sama jau tere dil me sama jau gaate huye sawan me rimjim ki boliya gaate huye sawan me rimjim ki boliya naino se, naino se bhar lo ji naino ki jholiya naino se bhar lo ji naino ki jholiya, naino ki jholiya aaja piya, aaja piya aaja chule mujhe, aaja chule mujhe jo tu chule mujhe main teri ho jaaun balam ban ke main, ban ke main tarang sama jau, sama jau tere dil me sama jau ud jau piya tera leke jiya ud jau piya tera leke jiya maine baadal ko aanchal me bandh liya maine baadal ko aanchal me bandh liya main aaj phuli na samau balam ban ke main, ban ke main tarang sama jau, sama jau tere dil me sama jau mere mann me uthe umang balam ban ke main, ban ke main tarang sama jau, sama jau tere dil me sama jau